HOW TO TRANSFER CONTACTS FROM OLD PHONE TO NEW SMART PHONE WITH FOLLOW SOME SIMPLE STEPS

HOW TO TRANSFER CONTACTS FROM OLD PHONE TO NEW SMART PHONE WITH FOLLOW SOME SIMPLE STEPS

SMARTPHONE HAMARI JINDAGI KA IMPORTANT HISSA BAN CHUKE HAI.HUME SMARTPHONE KI ITNI AADAT LAG CHUKI HAI KI BINA SMARTPHONE KE JAISE BINA AATMA KE SHARIR..SMARTPHONE KE HELP SE HUM MUSKIL SE MUSKIL WORK BHI BAHUT AASAN TARAKE KR LENE ME SAMBHAW HO CHUKE HAI JAISE KI ONLINE TRANSACTION,ONLINE TRAIN,BUS AND MOVIE E.T.C OR BAHUT KUCH GHAR BAITHE SIMPLY KR BOOK LETE HAI..ISLIYE HUM KAH SAKTE HAI IS SMARTPHONE IS DUNIYA KO PURI TARAH BADAL RHA HAI..SMARTPHONE BNANE WALI COMPANY APNE SMARTPHONE HIGH TECHNOLOGY INCLUDE KR RHI HAI..AESE AAJ IS SMARTPHONE KE JAWANE ME HAR KISI KO UPDATE RAH NA BAHUT JARURI HOGYA HAI,JISKE CHALTE HUM TIME TO TIME APNE SMARTPHONE CHANGE KRTE RAHTE HAI..NEW MOBILE PHONE KE SATH HUME UPDATED CAMRA QUALITY,STORAGE,PROCESSOR AND NEW FEATURES ISATAMAL KRNE KO MILTE HAI..


JAB BHI HUM SMARTPHONE CHANGE KRTE HAI TOH EK PROBLEM JARUR FACE KRTE HAI ,WO PROBLEM HAI OLD CONTACT NUMBERS KO NEW SMARTPHONE ME TRANSFER KRNA...

AESE ME HUM AAPKO KUCH AESE TRICKS BTAYENGE KI AAP BAHUT HI SIMPLE STEPS KO FOLLOW KRKE APNE OLD CONTACTS KO NEW MOBILE PHONE ME EASILY TRANSFER KR SAKTE HO..AGAR AAP APNE ANDROID PHONE SE DUSRE ANDROID PHONE CONTACT TRANSFER KR RHE HO TOH NICHE DIYE GYE SIMPLE STEPS KO FOLLOW KRE..



STEPS TO TRANSFER CONTACTS 

APNE CONTACT KO TRANSFER KRNE KE LIYE SABSE PAHLE AAP KO APNE OLD SMARTPHONE KE SETTING ME JANA HOGA..USKE BAAD DIYE GYE ACCOUNTS OPTION PAR CLICK KRE ..USKE BAAD APKE SAMNE GOOGLE ACCOUNTS KA OPTION AAEGA US PAR CLICK KRE..DHAYAN RHE AGAR AAP NE GOOGLE ACCOUNT PAR CONTACT SYNCING KO PAHLE SE ON RHKA HAI TOH AAPKE SMARTPHONE KE SARE CONTACTS NO. GOOGLE KE SERVER PAR SAVE HO JYENGE.YE PTA KRNE KE LIYE AAPKO GOOGLE ACCOUNTS PAR JAKR "ACCOUNT SYNC" KO CHECK KRNA HOGA KI AAPKA CONTACT SYNCING WALA OPTION ON HAI YA NHI..


AGAR AAPKA ACCOUNTS SYNC KA ON NHI TOH ACCOUNTS SYNC OPTION KE UPAR THREE DOT DIYE GYE HONGE , WAHA PAR OPTION BUTTON PAR JAKAR SYNC PAR CLICK KRE..AESA KR TE HI AAPKE SARE CONTACT GOOGLE KE SERVER PAR UPLOAD HO JYENGE..YE SABHI STEPS KO FOLLOW KRNE KE BAAD AB APNE NEW SMARTPHONE KI SETTING PAR JAKAR ACCOUNT OPTION PAR JAYE..WAHA JAKAR ADD ACCOUNT PAR JAYE OR APNA GOOGLE ACCOUNT WAHA ADD KR DE..IS BAAT KA DHAYAN JIS GOOGLE ACCOUNT SE AAPNE OLD PHONE KO SYNC KIYA THA USI GOOGLE ACCOUNT SE NEW PHONE KO LOG IN KRANA HAI..AESA KRTE HI AAPKE SARE CONTACTS NEW PHONE TRANSFER HO JYENGE.......... 

Post a Comment

Previous Post Next Post